ALLAH ka matlab kya hai?

AFIF Staff Staff asked 2 years ago

ALLAH ka matlab kya hai?

1 Answers
AFIF Staff Staff answered 2 years ago

Lafz “Allah” ke kai maani aate hain, jiski tafseel ke liye ye kitaben mufeed hongi;
1- Mufradatul Quran, Allama Raghib asfahani rh
2- Qamoosul Quran, Zainul Abedin merutti etc.
Mashhoor matlab jo iska bayan kiya jata hai wo hai “Sachcha Mabood”.
والله اعلم و علمہ اتم