Quran agar koi device par lagakar na sune, ya kam dhyan de to kaisa hai? Kya isse gunah milega? Kya ye sahi hai ke sirf lagakar rakhe bhi to ghar mein barkat hogi?
1 Answers
Best Answer
Quran e kareem jab padha jaye use dhyan aur tawajjoh se sunna chahiye, kisi device me mahaz barkat ke liye quran ki audio chalana aur uski taraf dhyan na dena, be adabi hai. Barkat hi matloob hai to chahe 2-1 ayataein padhi ya suni jayen, lekin tawajjuh aur ehtiraam zaruri hai.