السلام عليكم Hazrat Abu Ayyub Ansari rz se riwayat hai:
Rasoolullah صلى الله علیہ وسلم ne irshad farmaya:
Jo shakhs ramazan ke roze rakhe, phir uske baad shawwal ke 6 roze rakhe, to uska yeh amal hamesha roze rakhne jaisa hai.
Muslim:1164
Abu dawood:2433
Tirmizi:759
Ibn-e-majah:1716
Isse zyada kuch janna chahte hon, to hamari is website par ek article aur ek mukammal risala is mauzoo par maujood hai… Mulahiza farma len.
Home Answer for shawwal ke rozo ki kya fazeelat hai ?