A.a.w.w
Hazrat Anas rz farmate hain;
Hame Nabi Kareem s.a.w ne zyada sawal poochne se mana farma diya tha.(Muslim:102)
Ek riwayat mein hai;
Allah ta’aala 3 cheezo KO napasand farmate hain;
1-qeel-o-qaal
2-bahot zyada sawaal
3-aur maal KO barbad Karna.(Bukhari:2408)
Nabi s.a.w ne farmaya:
Tumhe jis cheez se ROK diya Karun,usse ruk jaya Karo,aur jis cheez ka hukm diya Karun,use taqat bhar kar liya Karo,kyunke tum se pehle logon KO isi cheez ne hilaak kar diya;”wo apne nabiyon se bahot zyada sawaal karte the”.(Muslim:6113)
Home Answer for Asking Question is not a good habit always?