Allah ta’ala ne surah fajr me Jin 10 raato ki qasam khayi hai, wo 10 raatein JAMHOOR ke qaul ke mutabiq zilhijjah ki pehle ashre ki raatein hain.
(Ma’ariful Quran :8/793)
Aur Rasoolullah صلى الله عليه وسلم ne irshad farmaya :
Allah ta’ala ke nazdeek sabse zyaada pasandida amaal; Zilhijjah ke shuru dus dino ki nekiya hain… Dusre dino ka jihaad bhi, iski barabari nahi kar sakta, jab tak k usme apni jaan aur maal sab kuch na kharch kar diya jaye.
(Bukhari :969, Abu dawood :2438)
Home Answer for Zil hijjah ki pehli dus raato ki jus fazeelat hai?